Thursday, July 1, 2010

frndship forever

Dosti Ka Daawa Kerny
Dosti Ka Daawa KernyWale Hum Ny DekheyHyn …
Jinhai’n Hum AzeezTou Hyn Magar ApniMasroofiat k Baad !!
Written on 29 March 2009 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Main Muntazir Hoon Barish Ka
Main Muntazir Hoon Barish Ka, Fasl-E-Bahar Say PehlayMain Muntazir Hoon Phoolon Ka, Rahon Main Khaar Say PehlayHaan Us K Wastay Sooli, Pe Char Gaya Tha Main LaikinMaktal Main Sang Utha Paya, Koi Na Yaar Say Pehlay
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai
Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein HaiDosti Khilte Phool Ki Khushbu Mein Hai
Dosti Ugte Suraj Ki Kirno Mein HaiDosti Har Naye Rishte Ki Umeed Hai
Dosti Khwaab Hai, Dosti Jeet HaiDosti Pyaar Hai, Dosti Geet Hai
Dosti Sang Chalti Hawaaon Mein HaiDosti In Barasti Ghataaon Mein Hai
Dosti Doston Kiwafaaon Mein HaiHaat Utha Kar Jo Maangi Hai Dua
Dosti Ka Asar In Duaaon Mein HaiDosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye
Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na KijiyeTark-e-Ta?alluqaat Ka Charcha Na Kijiye
Jurm-O-Sitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart HaiPalkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na Kijiye
Aisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot JaayeHar Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na Kijiye
Hamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain AapUs Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Guzray Ghee Zindaghee Aay Dost
Taray Baghair Na Guzray Ghee Zindaghee Aay DostMain Kya Karoon Gha Zamanay Ki Dostee Laiker
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay Hain
Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay HainDost Ke Naam Per Jan Fida Kartay HainTumhey Phool Ka Zakham Bhi Na Anay PaeAllah Say Roz Yeh Dua Kartay Hain
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Zindage Har Pal Khas Nahi Hoti
Zindage Har Pal Khas Nahi HotiPhuloon K Khusbu Hamesha Pass Nahi HotiMilna Hamare Taqdeer Me Likha ThaWarna Itni Payari Dosti Hamare Itefaq Nahi Hoti
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Dosti Nibhayenge
Wada Karte Hain Dosti NibhayengeKoshish Yahi Rahegi Tujhe Na SatyaengeZarurat Pade Toh Dil Se PukaranaMar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments Tagged with Dosti Shairi, Shair-o-Shayari of Dosti, Urdu Shairy, Wada Shayari
Koi Khaas Nahi
Koi Tum Say Poochay Kon Hoon MainTum Keh Dena ?Koi Khaas Nahi?Ek Dost Hay Kaccha Paka SaEk Jhoot Hay Aadha Sacha SaJazbaat Ko Dhaanpay Ek PardaBus Ek Bahana Accha SaJeevan Ka Aisa Sathi HayJo Door Nah Ho K Pass NahiKoi Tum Say Poochay Kon Hoon MainTum Keh Dena Koi Khaas Nahi
Written on 26 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments Tagged with Door Paas Shaiary, Dosti Shairy, Jeevan Shairy, Sathi SMS
Do pyase dil aik huwe hain aise
Do pyase dil aik huwe hain aiseBichare ge ab kaise
Tum pyaar mujhye karte hi rahnaSari umar tum aise
Ek douje main kho jate hainNadiya sagar jaise
Tuj se hay yeh zindganiTuj se hay jiwan kahaniTuj se hay sanj aur sawera
Sathi kabhi tu na rutheRasmon ki diwaar tutyeTutye na bahoon ka ghiraMere sanam teri kasamTuj se hay wahda yeh meraAise raheen genain aur nindea jaise
Qadmon tale har khushi hayKitni haseen zindagi hayJiwan yunhi beet jaye
Aankhon k tu roeberoe hayDekhon jidhar tu hi tu hayTuj bin nazar kuch na ayeHay zindagi humain kabhiZamana judaa kar na payeAise raheen gephool aur khushbo jaiseKabhi Dosto se
Zindagi mein baatein bahut kar liye?Sun liye hai zawab bhi?kabhi Dosto se, Kabhi Dushmano se,Lavso ke is bhir mein ghutan si hoti hai ab to?.Mujhe sannata chahiye?.. ?Isliye Khamoshi se Dosti kar liye?..Baaton ki tanashahi bardasht karne ki taaqat na rahi??..Viraane mein sar chupane ki jagah chahiye?.. ?.Alfaazon ki koi matlab hi nahi milta??. .Isliye Khamoshi se Dosti kar liye?..Rahegi tamannaye, tamannaye to rahti hai??.Par halaat yeh hai ki ab saare Hosh?o’Hawas kho chuke??. .Is Bedardi ko kab tak jhel sakti hai yeh Dil?o’Dimaag??Armaano se tang aa chuke hai hum bhi??Isliye Khamoshi se Dosti kar liye?..Musquraahaton se roshan hoti rahegi yeh Duniya?? ..Mujhe roshniyon se dar lagne laga hai??Mujhe Andhera Chahiye?..Isliye Khamoshi se Dosti kar liye?..
Written on 24 October 2008 by admin under Dosti Shayari with No Comments
Rutho na a dost
Rutho na a dost k fir!roth jany waly maan b jaien tumanany waly thak sy jaty hynaur hamary sath zindagi k saffer mienchalny k qabil nahi rehtykhafa na ho a sathi k fir!khafgion k mosum dyr tak nahi teltydil-o-jaan mien,ruh k ander bohat hibohat hi door ja ker basyra kerty hynnaraz na ho a hamdam k fir!narazgi kadurraton ko janm dyti hykadurratien dil ki fir nahi jatienaur!zindagi ki shaffaf rahien dhundli-o-gurd aalood ho jati hynso myry dost ,myry sathi,myry hamdam!mujhy aatbar ka maan do!


IT'S DEEPAK

No comments:

Post a Comment